alifbyarif's Blog

A topnotch WordPress.com site


Leave a comment

Audio Qur’aan

Quran E Paak Ki Tilawat aur Urdu Tarjuma (kanzul Imaan) ki Audio links…. Aap se request hai ke khud bhi download kare aur dusro tak bhi pohonchaye…

(courtesy::ALAHAZRAT dot INFO)

Al Fatiha.       DOWNLOAD
⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣

==========================
PARAH NO 1  DOWNLOAD
⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣

==========================
PARAH NO 2 DOWNLOAD
⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣

==========================
PARAH NO 3 DOWNLOAD
⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣

==========================
PARAH NO 4 DOWNLOAD
⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣

==========================
PARAH NO 5 DAMOWNLOAD
⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣

==========================
PARAH NO 6 DOWNLOAD
⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣

==========================
PARAH NO 7 DOWNLOAD
⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣

==========================
PARAH NO 8 DOWNLOAD
⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣

==========================
PARAH NO 9 DOWNLOAD
⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣

==========================
PARAH NO 10 DOWNLOAD
⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣

==========================
PARAH NO 11 DOWNLOAD
⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣

==========================
PARAH NO 12 DOWNLOAD
⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣

==========================
PARAH NO 13 DOWNLOAD
⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣

==========================
PARAH NO 14 DOWNLOAD
⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣

==========================
PARAH NO 15 DOWNLOAD
⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣

==========================
PARAH NO 16 DOWNLOAD
⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣

==========================
PARAH NO 17 DOWNLOAD
⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣

==========================
PARAH NO 18 DOWNLOAD
⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣

==========================
PARAH NO 19 DOWNLOAD
⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣

==========================
PARAH NO 20 DOWNLOAD
⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣

==========================
PARAH NO 21 DOWNLOAD
⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣

==========================
PARAH NO 22 DOWNLOAD
⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣

==========================
PARAH NO 23 DOWNLOAD
⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣

==========================
PARAH NO 24 DOWNLOAD
⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣

==========================
PARAH NO 25 DOWNLOAD
⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣

==========================
PARAH NO 26 DOWNLOAD
⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣

==========================
PARAH NO 27 DOWNLOAD
⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣

==========================
PARAH NO 28 DOWNLOAD
⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣

==========================
PARAH NO 29 DOWNLOAD
⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣

==========================
PARAH NO 30 DOWNLOAD
⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣

==========================
Dua e Khatmul Quran DOWNLOAD
⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣

==========================


Leave a comment

Taaj and Tajdaar

Taj aur tajdar me farq hai ..

Devbandi aitraz karte hain ki  Sunni log apne ulama ko Tajulfuhool ya Tajululama ya tajushshareeah  q kehte hain Jabke  Shareeat ke tajdar to sirf Rasulullah hain Aur Tajdari ka matlab  jo wo chahen shariat ban jae..

Yani Rasulullah Shareeat ke tajdar hain Aur  Unki zuban se jo nikal jae wo shareeat ban jati hai  isliye Tajdar hain …

Jawab : Taj of Shareeat
Tajdar of Shareeah

Taj means a Crown not a badshah (maalik)

Tajdar means A badshah Malik

To Jab Hum apne ulama ko Tajul Fuhool Ya tajul Ulama Ya tajushshareeah kahen to iska matlab ye  nahi ki  Shareeat ke malik ulama ke malik ya Tareeqat aur tasawwuf ke malik
  Balki crown Jis se Islam fakhr mehsoos kare …

Jab ek badshah taj pehenta hai to use fakhr mehsoos hota hai…

Usi tarah sunni ulama se deen e islam (Yani Shareeat) fakhr mehsoos karta hai isliye hum apne ulama ko taaj kehte hain….


Leave a comment

Islam me Gehno Ka Hukm

Mere AQA ALA HAZRAT FAZILE BARELVI RAHMATULLAHI ALAHI
Farmatein hai ki aurat ka ba wasfe kudrat bilkul zewar k bagair rahena makruh hai. Mazid farmatein hai ki hadith me hai ki
NABI SALLALLAHU ALAIHI WASALLAM ne HAZRATE ALI RADIYALLAHU ANHU se farmaya ki apne ghar ki khwateen ko huqm do ko ki zewar k bagair namaz na parhe.
[ Al Mojamul Ausat Littibrani Sharif: Jild 4, Page 262, Hadith No. 5929 ]

Ummul Mu’aminin HAZRATE AISHA SIDDIQA RADIYALLAHU ANHUMA aurat ka bezewar (zewar k bagair) namaz parhna makruh janti thi. Aur farmati ki kuch na paaye tou ek dora hi gale me bandh le.
[ Assu-nanul Kubara Baihaki Sharif: Jild 2, Page 332, Hadith No. 3267 ]

AALA HAZRAT bajne wale zewar k muta’allik irshad farmatein hai ki bajne wale zewar aurat k is halat me jaiz hai ki na mahramo maslan Khala-Mamu-Chac ha ya Fufi k baito, jaith dewar k samne na aati ho. Na uske zewar ki jankar na mahram tak pahuche.
Quran e karim me hai ki
Aur apna singar zahir na kare, magar apne shoharo par.
[Para: 18, Surat: Annur, Aayat 31]
Aur ek irshad e bari ta’ala hai ki
Zamin par Pao (Legs) zor se na rakhe ki jana jaye unka chupa huwa singar
[Para: 18, Surat: Annur, Aayat 31]

Ye aayate karima jis tarha na-maharam ko gahne yani zewar ki aawaz ko pahuchana mana farmati hai yoon hi jab aawaz na pahuche tou iska pahenna aurton k liye jaiz batati hai. Ki dhamak (zor) se pao na rakhe ko mana farmaya hai na ki pahen ne ko. (is tamam bato se zahir hota hai ki aurat apna singar na-mahram par zahir na kare – aur zewar ki jankar bhi na


Leave a comment

Mardo ke liye sone ki Angoothi Haram hai

MARDO(men) KE LIYE SONA KI ANGUTHI(gold
finger ring) aur SONA KI CHAIN(gold chain)
PEHENNA “HARAAM” HAI!
HAZRAT ALI(raziallahua n) se riwayat hai ke
RASOOLULLAH(sal lallahualaihiwa sallam) ne
apne baye hath me resham liya aur dayne
hath me SONA(gold) liya fir dono hatho ko
upar uthaya aur farmaya
YE DONO CHIZE yani resham aur SONA(gold)
MERI UMMAT ke MARDO(men) par “HARAAM”
hai aur aurato par halal hai!
[SUNAN IBN MAJA, JILD-3, KITABULIBASI, BABU
LUBSILHARIRI WAZZAHIBILINNIS A’AYI]
ye HADEES “SAHIH” hai!
SHARH:
IMAM NAWAVI(rahimahu llah) ne farmaya
ULOOMA EKRAM ka ispar IJMAH hai ke UMMAT
ke MARDO(men) par SONA(gold) HARAAM hai
aur aurato par halal hai…
[hawala niche ayega]
HAZRAT ABDULLAH IBN ABBAS(raziallah uan)
bayan karte hai ke
RASOOLULLAH(sallallahualaihiwa sallam) ne
ek MARD(man) ke hath me SONA ki UNGUTHI
(gold finger ring) dekhi to RASOOLULLAH
(saw ) ne wo unguthi uske hath se utarkar
FENK diya aur farmaya
tumme se koi pasand karta hai JAHANNAM ki
ANGAR apne hath me lena?
jab RASOOLULLAH(saw ) waha se chale gaye
to logo ne us shaks se kaha tu apni unguthi
uthale aur isse faida utha yani bech(sell) de to
us shaks ne kaha allah ki kasam mai isko hath
bhi nahi lagaunga jis ko RASOOLULLAH(saw )
ne fenk diya hai!
[SAHIH MUSLIM, JILD-5, KITABULIBASI
WAZINATI, SAFA-312]
SHARH:
ye dono hadeeso se ye to waze ho gaya ke
mardo ke liye sona ka ring unguthi ya chain
ya koi aur sona ki zewar sakt HARAAM hai aur
yahi ijmaah hai jaisa imam nawavi(ra) ke kaha
aur ek masla yaha yaad rakhne ki hai sona ki
tijarat trading me koi harj nahi wo kiya ja
sakta hai khud muaviya(rzn) sona ki tijarat
kiya karte the(sunan ibn maja, j-1, mukadma)
par mard sona istemal nahi kar sakta…
raha masla kya mard CHANDI ki RING yani
UNGUTHI pehen sakta hai to ji haa mard
chandi ka ring pehen sakta hai isme koi
kabahat nahi aur ispar waze hadees bhi
maujud hai yahi sahih muslim me,
aur ek masla yaad rahe kya mard chandi ki
chain galey me pehen sakta hai?
ji mard chandi ki chain NAHI pehen sakta kyu
ke galey me chain wagaira pehenna ye aurato
ki sewa hai mardo ki nahi aur rasoolullah
(saw ) ne la’anat ki hai aise mard par jo aurto
ki musabat kare…
wallahuwa aalam bisawab!
koi sawal ho to kar sakte hai allah hume
samajh ki taufiq de ameen!


Leave a comment

Tazeeman Tasveer Rakhna Haram

💧♦💧♦💧♦💧♦💧♦

💧Buzurgon Aur Peeron Ki Tasveeron Ka Rakhna Sakht Haraam

▶ Sawaal : Buzurgon Aur Peeron Ki Tasveeron Ko Gharo Aur Dukaano Me Rakhna Kaisa ❓

✅ Jawaab : Aaj Kal Buzurgaane Deen Aur Peero Ki Photo Gharo Aur Dukaanon Me Rakhne Ka Chalan Ho Gaya Hai, Yahan Tak Ki Kuch Log

🔹Peeron,Waliyon Ki Tasveere Frame Kara Kar Un Par Haar Aur Agarbattiyaan Sulgaate Hain Yahan Tak Ke Kuch Jaahil Anpad Unke Saamne Mushrikon, Butparaston Ki Tarah Haath Baandh Kar Khade Ho Jaate Hai!

🔹Yeh Baatein Sakht Tareen Haraam Hai, Yahan Tak Ke Kufr Anjaam Hai Balki Yeh Haath Baandh Kar Saamne Khada Hona Unn Par Haar Dalna Yeh Bad-Emaano(Mushrik) Ka Kaam Hai !

➡ Imam Ahmed Raza Khan(Rehmatullah Alayh) Farmate Hai:
Allah Azzawajal Iblees Ke Makkar Se Panaah Dey ! Duniya Me Buth Parasti Ki Ibteeda Yunh Hui Ke Acche Aur Nek Logo Ke Mohabbat Me Unkey Tasweere Bana Kar Gharo Aur Masajidon Me Tabarukkat Rakh Liye Gaye!
Dheere Dheere Wahi Mabood Ho Gaye.

📚 (Fatwa Razwiya , Jild 10, Safa 47)📜

📗Hadees : Bukhari Sharif Aur Muslim Sharif Ki Hadees Me Hai Ke,

🔹“Vood, Subaa, Yagoos, Yaook Aur Nasar Jo Mushrikin Ke Mabood Aur Unke Buth The, Jinki Woh Parastish Karte The. Jinka Zikr Quran-e-Kareem Me Hai Woh Sab Qaum-e-Nooh(Alaihi Salaam) Ke Nek Log The, Hazrat Nooh(Alaihi Salaam) Ke Parda Karne Ke Baad Qaum Ne Unke Mujassame Bana Kar Apne Gharon Me Rakh Liye Uss Waqt Mohabbat Me Aisa Kiya Gaya Tha Lekin Baad Ke Logo Ne Ibadat Aur Paratish Shuru Kar Dee!”.

➡Tashrih : Iss Kism Ki Hadeese Mubaraka Kasrat Se Hadeeson Ke Kitabon Me Aai Hain,Khulasa Yeh Hai Ke Tasveer(Jandar Ki), Photo Islam Me Haraam Hai Aur Peeron, Waliyon, Allah Waalon Ke Photo Aur Unke Tasveeren Banana Aur Zyada Haraam Hai!


Leave a comment

Isale Sawab aur Fatiha

KYA ESAALE SAWAB JAIYAZ HAI

Answer. Hzrat Saad RadiyALLAHu Anhu Ne Arz Ki YaRasooLALLAH!
{Alaihisalatu Wassalaam} Meri Maa Ka Inteqal Hogaya To Konsa SadqaAfzal
He? Farmaya PAANI Ka! Phr Unho Ne KUNWAN [Well] Khdwaya Or Kaha Ye
SaadKi Maa Ka He

(AbuDaud J1 P#236) (Musnad e Ahmed J5 P#275) (Behiqee Snan Kubra J4 P#185)

KYA ALLAH K NEK BANDON SE MADAD MANGNA JAYAZ HAI

Answer.SARKAR Alaihisalatusalam: Jab Kisi Ki Koi CHEEZ Kho Jaye Ya
Wo MADAD ChahataHo, Aur Aisi JAGA Ho Jahan Koi GAMKHuAR Na Ho to Wo Yun
Kahe, “Aye ALLAH KBANDO! MERI MADAD KARO”

(Tibrani,Ibn Abi Sheba P#22)

KYA AMBIYA QABAR MAIN ZINDA HAIN

Answer.Sarkar Alahisalatu Wassalam: BeShak ALLAH Ne Zamin Par Haram
Kya K ANBYA KJismon Ko Khaye Pas ALLAH K NABI Zinda Hen Aur Rizq Dye
Jaate Hen

{Rawi:Hazrat Abu Dardaa RadiyALLAHu anhu} {Abu Dawood: #1047, Ibne Maja}

KONSA FIRQA JANNATI HAI

Answer. Mafhum: Bani Israel K 72 Firqe They Meri Ummat K 73 Honge
Aur SiwayeEk K Tamam JAHANNAM Me Jayenge SAHABA (RadiyALLAHu anhum):
Jannat Wale KonHonge? SARKAR (alehi salatu salam):

“JoMere Aur SAHABA K Tariqey Par Honge”

(Tirmizi,Kitabul Emaan H#2565)

KYA ALLAH SE WASEELA DEKAR MANGNA JAYAZ HAI

Answer.AlQur’an: ALLAH Ki Taraf WASILA Dhondo (Al Maida #35) ¤Mafhum
e Hadis: SARKAR(allehe salatu salam): Tum ko Fatah Milti He Aur Rozi Di
Jati He, BUZRUGON orFAQIRON k WASILAY Se. (Mishkat Sharif Babul Fuqara)

KYA AZAN K BAAD DUROOD PADHNA JAYAZ HAI

Answer. Taajdaar e Kainaat [Alaihissalatuwassalam] Farmatey Hen; Jab
Tum Mo’AzzinSe Azaan Suno To Jis Tarah Kahey, Usi Tarah Kaho Phir Muj
Par DUROOD o SALAMParho Aur Mere Wasiley Se DUA Maango.. (Mishkat Sharif
P#64)

KYA RABI UL AWWAL K MAHEENE MAIN JHANDE LAGANABIDDAT HAI

Answer. Jab AaQA (Alehisalatuwasalam) Dunya Me Jalwa Gar Hue To
SHABE WILADATHazrat JibraeL Ne 1 Jhanda KAABE Ki Chatt Par Awezaan Kya 2
Jhande MASHRIQ oMAGRIB Me Lehraye Aehtmam ALLAH Ki TarafSe Tha

[SeeratHalbya J1 P# 109]

KYA JULOOS NIKAALNA SAHABA KI SUNNAT HAI

Answer. Jab Aaqa (Alehissalam) Hijrat Kar K MADINA Sharif Aaye. To
Logon NeKhub Jashn Manaya Nojawan Larke ApniChatton Par Charh Kar Aur
Gulam, Khuddam Raasto Me Phirte The Aur Nara’AeRisalat Lagate Aur Kehte
YA RASOLALLAH!!

(MuslimJ2/P#419)

KYA SHAHEED ZINDA HAIN

Answer. Jo ALLAH Ki Raah Me Maare Jayen Inhe Murda Gumaan Bhi Na
Karo Wo ZINDAHen Or RAB K Paas RIZQ Dye Jate Hen (Aale Imran 169) Dusri
Jaga YahiMafhum(Baqara 154) Jo NABI k Deen ko Bachatey Hue Jo SHAHEED Ho
Uska Ye Maqam ToKhud NABI Ka Kya Martaba Hoga?

KYA HAMARE SARKAR NE KABHI APNA MILAAD MANAYA

Answer. SARKAR (alehisalatuwassalam) MIMBER Par Jalwa Afroz Hue,
Apna ZIKER eWILADAT Kya Aur Apne FAZA’IL Bayan Frmaye (Tirmizi J2 P#201)
Malum Hua K MeeladBID’AT Nhe Jo Log BID’AT Kehte Hen Wo QURAN o HADEES
Se SABIT Kren.

KYA TAWEEZ BAANDHNA JAYAZ HAI

Answer. “Aur Hum Qur’an Me Utaarte Hen Wo Cheez Jo Momino K Lye
(Ruhanio Jismani) Amraz Se SHIFA He” Is
Ayat K Tehat MehmudAalusi Ne Roohul Ma’ani Me Imam Subki, Imam Malik,
Baqir, Imam Seerin Ka QoalLikha: “Asmae Elahi, Duae Maasura Ka Taweez
Baandhna Sahaba o Tabaeen KaMamul, Jaaiz o Mustaheb He” Ibne Umer Apne
Bachon Ko Muawwizat Ka TaaweezBaandhte They

(AbuDawood, Tirmizi)

MEELAD KO SHIRK KEHNA KAISA HAI

Answer.Jis Ne Kaha Meelad SHIRK He Wo Daira e Islam Se Kharij
Hogaya… KESEY?Kyunki Meelad Ka Matlab He “Pedaish Ka Din” Aur ALLAH
Peda Hone SePaak He, Jinho Ne Shirk Kaha Wo ALLAH ki Baargah Me Tauba
Karen Or Apne Sho’urSe Haqiqat Ko Jaaney.

KYA HAMAARE AAQA MUKHTIYAARE QULLHAIN

Answer.”Aasman Aur Zamin Ki Hr Cheez ALLAH Ne Tumhare Lye Musakhar
KarDi Aur Apni Zahiri o Batini Nematen Di” (Luqman Ayat#20) “Beshak
MujeZamin Ke Khazano Ki Kunjiyan Ata Ki Gayin” (Bukhari J2, P#585,975)
(MuslimJ2, P#250, Mishkat)

SARKAAR KE MILAAD PE KHUSHI MANANE KO QURAN SE SABIT KARIEN

Answer.”Aap Keh Dijye ALLAH Ke Fazal Aur REHMAT Ke Husool Par
KhushiManao” (Younus Ayat#58) “Aur Hum Ne Aap


Leave a comment

Devbandiyon ke kuchh kufr

Deobandi Wahabi Tabligi Ke gande(Dirty) AQAAID Aur Sarkaar {ѕαℓαℓℓαн нυ αℓℓαyнι ωαѕαℓℓαм} ki Shaan me Gustakhi:

रसूलअल्लाह सल्लल्लाहु अलेहे वसल्लम जेसा इल्म ऐ गैब तो बच्चों पागलों और जानवरों और दरिंदों को भी हासिल है – (माज़ल्लाह )
{ हिफ्ज़ उल इमान पेज 8, 13 BY.. पंडत अशरफ अली थानवी }
»»»► SCAN

नमाज़ में रसूल अल्लाह सल्लल्लाहु अलेहे वसल्लम का ख़याल लाना अपने गधे और बेल के ख़याल में डूबने से भी बदतर हे — (माज़ल्लाह )
{ सीरत ऐ मुस्तकीम PAGE 5 9..BY.पंडित इस्माइल देहलवी }
»»»► SCAN

अल्लाह ताला का झूठ बोलना मुमकिन है – (माज़ल्लाह )
1{ रिसलाह याकरोज़ा page 18..BY..पंडत इस्माइल देहलवी }
2{ बराहीने कातिया page 6..BY..पन्द्दत खलील अहमद अन्म्बेथ्वी }
»»»► Scan

रसूल अल्लाह सल्लल्लाहु अलेहे वसल्लम से ज्यादा इल्म शेतान को हे -(माज़ल्लाह )
{ बरहीं ऐ काटा page 55..BY..पंडित खलील अहमद अन्म्बेथ्वी }

The holy Prophet (sallallahu alaihi wasallam) learnt the Urdu language from the Ulema of Deoband
(Baraaheen-e-Qaatiah p 26)
»»»► SCAN

अगर रसूल अल्लाह सल्लल्लाहु अलैहि वसल्लम के बाद कोई नबी पैदा हो जाए तो फिर भी खात्मत ऐ मुहम्मदी में कुछ फर्क नहीं आयगा -(माज़ल्लाह )
{ तह्जीरून नास page 28 ..BY.. पंडत कासिम नानुत्वी बानी ऐ मदरसा दारुल उलूमदेओबंद }

रसूल अल्लाह सल्लल्लाहु अलेहे वसल्लम की हेसिअत आम इंसानों से भी कमतर हे ..(माज़ल्लाह ) हर मखलूक बड़ा हो या छोटा वोह अल्लाह की शान के आगे चमार से भी ज्यादा ज़लील हे – (माज़ल्लाह )
{ ताक्वत उल इमान ..page 13..BY..पंडत इस्माइल देहलवी }
»»»► Scan

रसूल अल्लाह सल्लल्लाहु अलेह वसल्लम मर कर मिटटी में मिल गए – (माज़ल्लाह )
{ ताक्वत उल इमान page 53..BY..पंडत इस्माइल देहलवी }
»»»► Scan

रसूल अल्लाह सल्लल्लाहु अलेहे वसल्लम कौम के चोधरी और गावों के ज़मींदार जेसे हैं —-(माज़ल्लाह )
{ ताक्वत उ L इमान page 55..BY..पंडत इस्माइल देहलवी }

रसूल अल्लाह सल्लल्लाहु अलेहे वसल्लम की ताजीम बड़े भाई की तरह करनी चाहिए – (माज़ल्लाह ) इन्सान आपस में सब भाई हें जो बड़ा बुजुर्ग हो वोह बड़ा भाई सो उस की बड़े भाई की सी ताजीम कीजिये – (माज़ल्लाह )
{ ताक्वत उल इमान page 52..BY..पंडत इस्माइल देहलवी }

रसूल अल्लाह सल्लल्लाहु अलेहे वसल्लम को अल्लाह ताला का अता किया हुआ इल्म इ गैब मानना भी शिर्क हे – (माज़ल्लाह )
1. { ताक्वेअत उल इमान page 9 23 50..}
2. { फतवारशीदिया page no 773}

रसूल अल्लाह सल्लल्लाहु अलेह वसल्लम के बराबर और भी करोरों पैदा होना मुमकिन है — (माज़ल्लाह )
{ ताक्वेअत उल इमान page 26 BY..पंडित इस्माइल देहलवी }

ताजीम ऐ .रसूल अल्लाह सल्लल्लाहु अलेहे वसल्लम के लिए खड़ा होना बिदात ओ शिर्क हे मिसाल कन्हिया के जनम के — (माज़ल्लाह )
{ बराहीने कातियाpage 6..BY..पंडित खलील अहमद अम्बेथ्वी }
[kutto zaraa bataao to sahi kis hadees aur quran ki ayat se ye sabit kiya tumne !!,
MinisterOn ki Tazim ke Liye kutte Ki dum Ki tarah Khare Hon Jaate hai, Aur Nabi ki tazim ke waqt Biddat nazar aye !! ]

रसूल अल्लाह सल्लल्लाहु अलेहे वसल्लम और दीगर अन्म्बिया अलैहिस्सलाम व ओलियाए किराम से मदद मांगना शिर्क हे — (माज़ल्लाह )
1 { फतवा रशीदिया PAGE 491..BY..पंडत रशीद अहमद गंगुही }
2 {ताक्वेअत उल इमान page 3 7 10 11 BY पंडत इस्माइल देहलवी }
(madad maangna JAIZ HAI QURAN W HADEES KI TALIM HAI)

अमल में उम्मती अन्म्बिया से बढ़ जाते हें — (माज़ल्लाह )
{ तह्जीरून नास page 5..BY.. पंडत कासिम नानुत्वी बने ऐ मदरसा दारुल उलूम देओबंद }

{ फतवा रशीदिया PAGE 66..BY..पंडत रशीद अहमद गंगुही }


Leave a comment

Huzoor Shaikhul Islam Madani Mian

Hadrat Allama Mufti Pir Sayyad Muhammad Madani Miya Ashrafi al Jilani
Sajjada Nasheen Makhdoom al Millat Muhaddith al A’zam al Hind Rahm.

A great Sufi has stated “A holy man is not recognised by his lofty words or by his actions; but by the atmosphere that his presence creates”. When one is seeking a murshid the following has to be taken into account:

“And (we have sent thee) as one who invites to Allah’s (Grace) by His leave, and as a lamp spreading light”
(al Qur’an 33 .46)

Introduction

——————————————————————————–

Throughout Islamic history, Muslims have been blessed with great personalities and leaders who have revived Islam by the nobility of their character, through writing books, and by their demeanour. Our period is no different save for the fact these personalities appear few and far between. In Hadrat Shaykh al-Islam we have a spiritual figure, awesome personality and an outstanding scholar.

To increase our understanding of Hadrat Shaykh al-lslam, a summary of his early life is set out below.

It would be impossible to relay all the early childhood, education, achievements and successes of His Eminence Shaykh al-Islam Hadrat Allama Mufti Pir Sayyad Shah Muhammad Madani Miya al-Ashrafi al-Jilani, but we shall give you a brief factual insight and commentary in the short space we have here.

We would like to thank Imtiaz Ali Ameen Ashrafi, Dewsbury U.K.for his tireless work and effort, as most of the content is taken from his book on Hadrat Shaykh al-Islam.

_________________
Sallu aalal Habib

Asslatu wasslamu alaik yarasulallah
Waala alik wa ashhabik yahabiballah

Hadrats Birth

It was in the light of such an Islamic enviroment that Hadrat was born on the 1st of Rajab 1357 A.H. Hadrat was one of six children who are all listed below;

Sayyad Muhamid Ashraf (Majzoob)
Sayyad Hasan Muthanna Anwar
Hadrat Shaykh al-Islam W’al Muslimeen Mufti Pir Sayyad Shah
Muhammad Madani Miya Ashrafi al-Jilani
Ghazi al-Millat Pir Sayyad Muhammad Hashmi Miya Ashrafi al-Jilani
Sayyeda Iqbal Banu
Sayyeda Sultana Khatoon

Childhood

Hadrat’s childhood was not typical as he refrained from normal childhood participation in the playing of games and such. Even at a very young age Hadrat led a very pure and simple life preferring to spend all of his time learning about Islam and what he had been taught. In this regard Hadrat followed in the footsteps of his murshid and uncle Shaykh al-Mashaykh, Mawlana Sayyad Mukhtar Ashraf Ashrafi al-Jilani ‘Sarkar-e-Kalan Rahmatullahi alaih.

Education

Hadrat went to ‘Jamia Ashraf’ in Kicchocha Shareef and obtained his early Islamic education there. Hadrat also attended school in Kicchocha Shareef where he was regarded as an outstanding model pupil. This Education continued until Hadrat reached the age of fourteen year’s and three month’s when Hadrat’s noble father Muhaddith al-A’zam al-Hind Rahmatullahi alaih admitted him to Darul Uloom Ashrafiya, Mubarakpur on 10 Shawwal 1371 A.H under the tutelage of Hafiz e Millat Mawlana Shah Abdul Aziz Rahmatullahi alaih. At that particular time the University at Mubarakpur was regarded as the pre-eminent place of study and excellence for those wanting to become Islamic scholars and teachers in the sub-continent.

Hadrat diligently studied the Dars e Nizami and read all the available Persian – Farsi, Urdu and Arabic books as well as literature not part of his course to gain additional knowledge. Hadrat’s time spent studying was exemplary and relentless in every aspect. So much research would be done that after attending lectures, Hadrat would teach his fellow students the same lectures in case they had not fully understood them. Hadrat spent ten years at Mubarakpur with the same integrity that had been a distinguishing feature of his childhood. Even after reading his curriculum set texts and studying hundreds of other Islamic books, Hadrats thirst for knowledge remained insatiable.


Leave a comment

Hazrat Fatima Bint E Asad Radiyallahu Anha

🎴HAZRAT ALI (رضى الله عنه) KI WALIDA HAZRAT FATIMA BINTE ASAD (رضى الله عنه) KE BARE ME KUCH BATE……
Huzur E Aqdas صلی اللہ تعالیٰ علیہ وسلم..Aksar Farmaya Karte the ki Hazrat Fatema Binte Asad Ye meri Maa hai Inhone Muje Pala Hai Aur Mere Sath Pyaar-wa-Muhabbat Ka Bartav Kiya hai jiska Haq me Ada Nahi kar Sakta Inka haq Allah’taala Inko Zarur Dega……
Huzur E Aqdas صلی اللہ تعالیٰ علیہ وسلم..Ne jab Elan-e-Nabuwwat Farmaya to Aurto me Sabse Pehle Hazrat Saiyeda Khadijatul Qubra (رضى الله عنه) Imaan Lai Fir Dusro Khatoon Hazrat Fatima Binte Asad (رضى الله عنه) Hai….
Huzur E Aqdas صلی اللہ تعالیٰ علیہ وسلم.Ka Pehla Nikaah Jo Hazrat Saiyeda Khadijatul Qubra (رضى الله عنه) Se Hua Hazrat Fatima Binte Asad (رضى الله عنه)Ne Apni Nigrani Me Karvaya….
Huzur E Aqdas صلی اللہ تعالیٰ علیہ وسلم.Ne jab Hijrat Farmai To hazrat Fatima Binte Asad (رضى الله عنه)Ne bhi Apke Bad Fouran Hijrat Farmai Huzur E Aqdas صلی اللہ تعالیٰ علیہ وسلم.Aapko Hamesha Maa Kehkar Pukarte the Aur Apki Badi Taazeem Karte the….

Jab Hazrat Fatima Binte Asad Ka Intiqal Hua to Hazrat Saiyedna Ali (رضى الله عنه)Huzur E Aqdas صلی اللہ تعالیٰ علیہ وسلم Ki Khidmat me Hazir hue Aur Farmaya Huzur Meri Maa Inteqal Kar Gai Sarkar E Do Alam صلی اللہ تعالیٰ علیہ وسلم Ne Bade Muhabbat Qalk Ke Sath Farmaya Meri MAA Inteqal Kar gai Fir Farmaya Aaj Meri maa Muje Chod kar Rukhsat ho Kar Khaliq E Qaynat Se Ja mili hai …..
Fir Huzur صلی اللہ تعالیٰ علیہ وسلم Ne Khud hi Tajhij-wa-Tadfin Ka Intezam Farmaya Aur jab Qabar Sharif Taiyar ho Gai To Dafan Karne se pehle Huzur Khud Kuch Der Tak Unki Qabr me Lete Rahe Fir Qabr se Bahar Tashrif lakar Apna Qurta Sharif Unhe pehnaya aur Is Trah Dua Farmai….
PARWARDIGAR-E-ALAM!
YE MERI MAA HAI INHONE MUJE KHILAYA PILAYA IN PAR TU APNA REHEM FARMA FIR QABR SHARIF ME JAHA LETE THE USI JAGAH HAZRAT FATIMA BINTE ASAD (رضى الله عنه)KO LETAYA…
Isse Andaza Lagaya Ja Sakta hai ki In Umoor E bala Ki bina par Hazrat Saiyedna Ali-e-Murtuza (رضى الله عنه)ko Huzur Saiyede Aalam صلی اللہ تعالیٰ علیہ وسلم Ki Bargaah me Kesi Imtiyazi Hasil thi…..
📚(TAZKIRA E SAIYEDNA ALI E MURTUZA (رضى الله عنه) PAGE NO :-16/17 )


Leave a comment

Shabe Barat Mubarak

Rahmato noor ki barasaat SHAB-E-BARAT ki raat …
Kitna pyaara h samaa h aj SHAB-E-BARAT ki raat …

Ho na mayus ke ab tu bhi murady apni …
Mang le rab se utha haath SHAB-E-BARAT ki raat…

Apny mahboob ke dar ka utaar kar sadqa …
Rab lutaata h inamaat SHAB-E-BARAT ki raat…

Aasiyu aao chaly rab ke karam me ham sab …
Rab bulaata h hame aj SHAB-E-BARAT ki raat…

2/6/2015

Ek mahboob ki apny muhib se logo….
Kitni dilkash h mulaaqat SHAB-E-BARAT ki raat …

Rab ka wada h jo chaho wo mang lo E SHAREEF”‘:…

L